Wuzoo ki sunnate
Wuzoo ki sunnate 1. Niyat karna 2. Bismillah se shuru karna 3. Pehle hatho ko gatto tak 3-3 bar dhona 4. Miswak karna 5. 3 chullu pani se 3 kulliya karna 6. 3 chullu se 3 bar nak me pani chadhana 7. Baye hath se nak saf karna 8. Hath-pav ki ungaliyo ka khilal karna 9. Badan ke jo hisse dhone ke he unko 3-3 bar dhona 10. Pure sar ka 1 bar masah karna 11. Sath hi dono kano ka usi pani se masah karna 12. Tartib se wuzoo karna ki pehle muh fir hath dhoye fir sar ka masah kare fir pau dhoye 13. Aaja ko is tarah dhona ki pehlewala ujwa sukhne na paye